“Bewajah Lyrics Translation In English” by Abdul Hannan from the Abdul Hannan Music label. “Bewajah,” a Hindi song, was composed by Alan Sampson, with lyrics written by Abdul Hannan.

| Singer: Abdul Hannan | Lyricist: Abdul Hannan | Music: Alan Sampson |
Bewajah Lyrics English Translation – Abdul Hannan
Hmm-Hmm
Hmm-hmm
Hmm-Hmm
Hmm-hmm
Kitne Arse Guzray Sabhi Teri Agosh Mei Par Tha Para Sab Bhulana
So much time passed, wrapped in your embrace, yet everything was left forgotten
Karta Gaya Tujh Ko Tou Mein Bayaan Jo Ik Baar Chhora Phir Na Laut Ke Aaunga
I kept explaining myself to you, that once I leave, I will never return
Bewajah Na Kar Gila Tera Hi Tou Yeh Faisla Tha Ab Na Naata Humara
Don’t complain without reason,
This was your decision—our bond no longer exists
Bezubaan Mein Hoon Khara Rahi Na Dil Mei Jagah Hai Silsila Yeh Purana
I stand here speechless,
There’s no space left in my heart—this story is old
Kitni Dafa Tha Mein Kaha Ke Ab Jaa Chuka Tou Tu Khud Hi Laut Aaye Ga
How many times did I say
that once I’m gone, you’ll come back on your own
Ab Dekh Tu Kahan Hain Hum Darr Jis Baat Ka Tha Tu Ussi Mor Laaya
Now see where we stand,
You led us straight to the turn you once feared
Poochay Kyun Hai Laapata Tha Na Mein Uss Makaan Pe Jahan Tera Intezaar Tha
You ask why I was missing,
Wasn’t I at the place where I once waited for you?
Haan Hai Yeh Meri Dua Jahan Bhi Tu Rahay, Meri Yaad Tujh Ko Yoon Aaye Na
Yes, this is my prayer—
Wherever you are, may my memory never haunt you
Bewajah (Bewajah) Na Kar Gila (Na Kar Gila) Tera Hi Tou Yeh Faisla Tha Ab Na Naata Humara Oh,
Don’t complain for no reason,
This was your choice—our bond is over, oh
Bezubaan (Bezubaan) Mein Hoon Khara (Mein Hoon Khara) Rahi Na Dil Mei Jagah Hai Silsila Yeh Purana
I stand here speechless,
There’s no room left in my heart—this tale is long past
Hmm, Hmm